Naa mujhe tu bhoolta hai
Naa tujhe woh bhoolta hai
Lejha ek sa chahye tumhara
Baatien ek si chahye humari
Par jin haatho mein laakere hai
Woh haath alag hai
Hum dono ki kismat alag hai
Dhoond lunga andhere mein manzil apni
Tu hausala rakhna waqt chahye jayda lage
Talab uski hai saath chale
Saath jiske saama mera haasen bane
Intezar hum karge tum aakar toh dekna
Inayat hogi teri, App aazma ke toh dekna….
– happy chauhan
Yousuf A. Ajabshah
Dec 01, 2015 @ 01:56:20
Its really good 🙂
chauhan shayari
Dec 01, 2015 @ 16:40:37
Thanks 🙂
मंगहिmanji
Dec 21, 2015 @ 12:34:19
शानदार
ज़िंदाबाद
ज़बरदस्त
chauhan shayari
Dec 21, 2015 @ 13:59:26
Dhnyabad 🙂
aruna3
Dec 27, 2015 @ 19:43:11
inayat means intezaar.hum intezaar karenge tera qayamàt tak;khuda kare ke qayamat ho aur tu aay………..
janaab thora sambhal ke ,hoti he dilbaron ki inayat kabhi kabhi…..
chauhan shayari
Dec 28, 2015 @ 15:11:31
Bas usi baat ka intezar
aruna3
Dec 28, 2015 @ 16:02:57
fir qayamt ka itezaar karo.khuda to paagal he jo itni sunder qaynaat banaai pyaàr ke liye.
Rakesh Gupta (@funcracker_1)
Feb 26, 2016 @ 21:11:56
Kya bharosa hai zindagi ka
Insaan bulbula hai paani ka
Jee rahe hain kapde badal badal kar
Ek din ek kapde mein le jaayenge kandhe badal kar.
Read more: http://www.funbull.com/sher-o-shayari/default.asp?thispg=363#ixzz41JKcCO8E
chauhan shayari
Mar 01, 2016 @ 05:44:28
Thanks a lot
Madhulika
Feb 26, 2016 @ 21:12:50
Pyar karo to hamesha muskura ke
Kisi ko dhokha na do apna bana ke
Kar lo yaad jab tak hum zinda hain
Phir na kehna ke chale gaye dil mein yaadein basa ke
chauhan shayari
Mar 01, 2016 @ 05:44:11
Thanks for ur lovely words